Laawaris 1999 Dialogue Download
>
Jab zindagi aapke samne saare darwaze bandh kar deti hai na ... tab sharafat aur gundagiri mein zyada kuch farak nahi reh jaata
Ek laawaris ko roti ki bheek di jaati hai pyar ki nahi ... usse zillat milti hai lekin apni sachai ko badalne ka mauka nahi milta
Jis tarah kuch log doosron ke liye marte hai ... ussi tarah kuch ko doosron ke liye jeena padta hai
Aap toh apni saaf sutri balcony mein se neeche gandi naali mein sirf thookna jaante hai ... par us naali mein pal rahe kisi laawaris ko apne barabar bithana jaante hai?
Na toh mujhe maafi maangni aati hai na hi pyar karna aata hai ... mujhe toh sirf koshish karni aati hai
No comments:
Post a Comment