Partner Dialogue Download

99% ladkiyo ko unka mann pasand ladka mil jaata hai ... lekin 99% ladko ko unki pasand ki ladkiya kabhi nahi milti
Joh kuch bhi main kahoonga, sach main kahoonga ... ja rahi ho tum door, par main touch mein rahoonga
Propose karne mein itna pause lega ... toh woh tujhe dispose karke chali jayegi
Meri girlfriend ke saath tu saiyaan banke, naiya ke upar, chaiyya chaiyya kare ... aur main UP ka bhaiya banke wahan kinare pe se haath hilaon
There is only one thing I cannot stand ... is a one night stand
Tu Superman hai? ... Spiderman hai? ... abhe tu common man hai
Aye Brian Lara ... chal ho ja nau do gyarah
Agar Priya Mercedes hai toh tu Maruti ... agar Priya Boeing hai toh tu bhail-gadi ... agar Priya Kohinoor ka heera hai toh tu Kohinoor ka basmati chawal ... agar Priya kabil hai toh tu Kabuli chana
Style sikhaya ja sakta hai ... saadgi yah simplicity nahi
Aye kisne ki hai ungli ... kaun hai hamare beech mein Ganguly?
Kuch paane ke liye kuch khona padta hai ... aur joh nahi bhi ho, woh bhi hona padta hai

No comments:

Post a Comment