Musafir Dialogue Download
Taqdeer teri chutti pe hai, maut tere sarr pe hai ... lekin baatein aise karta hai, jaise zindagi tere bistar pe hai
Police asli ho ya nakli ... aati saali hamesha late hi hai
Sex aur chocolate dono ek hi type ka maza dete hai ... fark sirf itna hai ... ek mein wrapper nikalna padhta hai aur doosre mein aaj kal chadhana padhta hai
Ab Gandhiji ko hi le lo ... puri zindagi ahinsa ahinsa ke peeche bhaagte rahe ... aur humne unki photo aaisi cheez par chaap di ... joh hinsa ki sabse badi jhad hai ... paisa
Jahan dekhi laundiya, nachne laga dandiya
Insaan chahe janwar se mard ban gaya ho ... lekin kuch aaise mard hai joh janwar se insaan kabhi nahi ban sakte
Ab dekh tamasha ... dhikhata hoon tereko Bipasha
Is mein sirf ek goli, aur bheje ki khali kholi ... peeche ka khadda do centimeter ka, aur samne se thopda Mr.India
Thukai aur kamai mein ek se zyada zariya hona bahut zaroori hai ... varna khud ki thukti hai
Lambi race ke ghode ko goli nahin maarte ... gud aur chana khilate hain ... phir daav lagage paisa kamate hain
Jis din meri hatt gayi na ... tu zaroor hatt jayega
Aadmi musafir hota hai hero ... aata hai, jaata hai
Tiger na billo se darta hai ... aur na billo ke pillo se
Yeh jism dekh raha hai, resham hai resham ... is pe fisalna bahut aasaan hai ... chahe woh haath ho yah niyat
Mere aage hai jannat, toh aaj teri shaamat hai ... dil yun kisiko dena, mardo ki buri aadat hai
Nasha jitna badhe ... hosh utni hi derr se aata hai
Kal se duniya ek pyari si jannat hai ... joh khul rahi hai dheere dheere woh aaj teri kismat hai
No comments:
Post a Comment