Saajan Dialogue Download

Badi muddat se mere dil mein ek tasveer behti hai ... teri zulfon ke chao mein meri taqdeer behti hai
Falak ke teer ka kya dekh nishana tha, udhar thi bijli idhar mera aashiana tha ... pahunch rahi thi kinare pe kashti-e-umeed, us hi waqt is toofan ko bhi aana tha
Taqdeer banane waale tune kami na ki ... ab kisko kya mila yeh muqaddar ki baat hai
Kabhi kabhi dil ke paimane mein khushi itni badh jati hai ... ki khud ba khud aasoon ke cheetay bankar jhalak jati hai
Dil mein jab dard zyada bhad jaata hai ... insaan kabhi kabhi us hi mein doobkar marr jaata hai
Zindagi mein kuch aise rishte ban jaate hai ... jinhe hum samajhte toh hai, lekin samajhna nahi chahte
udas dil hain udas dil hain maghar milta hu her ek se has kar yahi fun sekha hain bohat kuch koh jane ke baad
Falak ke teer ka kya dekh nishana tha, udhar thi bijli idhar mera aashiana tha ... pahunch rahi thi kinare pe kashti-e-umeed, us hi waqt is toofan ko bhi aana tha

No comments:

Post a Comment