Phata Poster Nikhla Hero Dialogue Download

Agar apni maa ka doodh piya hai ... toh ek ek karke, ek ek karke mat aana ... sab saath mein aana, mere pass time na hai
Abhi toh hero ne sirf entry maari hai ... aage aage dekh hota hai kya
Sabhi marte hai ... lekin sawal yeh hai ki aadmi jeeta kaise hai
Aye chutte paise ... tujh jaise charane aathane mujhe mere naam se nahi, meri maar se pechaante hai
Tumhari duniya mein roshni hai, zindagi hai, umeedein hai ... meri duniya mein sirf andhera hai aur kuch nahi
Yeh inspector na bina break ka bulldozer hai ... ek baar chalta hai na toh rukta nahi hai
Aap ki shakal dekhar koi nahi bol sakta ki aap itna achcha soch sakte hai
Bada sochoge, phir bada banoge
Yeh ladkiyan nahi ... yeh toh vanilla ice cream hai
Mumbai ki gardan marodhte hi ... poore India ki cheenkh nikalegi
Police officer banunga, don banunga, judge banunga, doctor banunga, engineer bhi banunga ... kyun ki main filmo ka hero banunga
Chota mooh badi mooch

No comments:

Post a Comment