Zor Dialogue Download
Reaction zyada, action zero
Masle hal hote hai pyar se, vishvas se, aman se
Is desh mein insaaf kachhue ki chaal chalta hai
Neta, sadhu, mafia ... gum ki tarah chipke hue hai hamare desh ke shareer se
Ab khel hoga ... lekin mohre unke honge aur chaal hamari hogi
Duniya mein har dharm ke liye alag alag desh hai ... koi Hindu rashtra hai, koi Muslim, koi Isai ... sirf hamara Hindustan ek aaisa desh hai ... jiske dil mein har dharm ke logon ke liye jagah hai
Takleefein hi aadmi ko mazboot banati hai
No comments:
Post a Comment