Zanjeer (1973) Dialogue Download
Jab tak baithne ko na kaha jaaye sharafat se khade raho ... yeh police station hai ... tumhare baap ka ghar nahi
Sher Khan aaj ka kaam kal par nahi chodta
Sher Khan ne shaadi nahi ki toh kya hua ... lekin baaraatein bahut dekhi hai
Kutta jab pagal ho jaata hai toh usse goli maar dete hai
Aaj ke baad apne aadmiyo se keh do ki hamesha tumhare nazdeek rahe ... kyun ki tumhari nazdeek ki nazar kamzor hai
Hum aaya tha karza lene ke liye ... par tumne Sher Khan ko khareed liya
Jis tarah kuch aadmiyo ki kamzori baimaani hoti hai ... is hi tarah kuch aadmiyo ki kamzori imaandari hoti hai
Chillaaoo nahi sahab ... gala kharab ho jayega
Baarah junglee kutte milkar sher ko maar daalte hai
Kuch logon ke liye tumhare dil mein itni nafrat bhar gayi hai ... ke pyar ke liye tumhare dil mein zara bhi jagah nahi bachi
Apni umar se badhkar baatein nahi karte
Aaj zindagi mein pehli baar ... Sher Khan ki sher se takkar hui hai
Achche khareedar hamesha sauda karne se pehle ... doosre ki keemat ka andaza lagate hai
Joh haath angaare ko chupaye ... angaara us hi haath ko jalaa deta hai
No comments:
Post a Comment